 |
Jannat Lyrics (All) |
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Mon Mar 31, 2008 12:16 am |
|
 |
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Singer(s): K.K.
Zara si dil mein de jagah tu, zara sa apna le bana
Zara sa khaabon mein saja tu, zara sa yaadon mein basa
Main chaahu tujhko meri jaan bepanaah
Fida hu tujhpe meri jaan bepanaah
Woh o o o o o o.......... (x4)
Zara si dil mein de jagah tu, zara sa apna le bana
Zara sa khaabon mein saja tu, zara sa yaadon mein basa
Main tere main tere kadmo mein rakh du yeh jahaan
Mera ishq deewaanagi
Hai nahi hai nahi aashiq koyi mujhsa tera, tu mere liye bandagi
Main chaahu tujhko meri jaan bepanaah
Fida hu tujhpe meri jaan bepanaah
O o o o o o o..........
Zara si dil mein de jagah tu, jara sa apna le bana
Zara sa khaabon mein saja tu, jara sa yaadon mein basa
Keh bhi de, keh bhi de il mein tere jo hai chhupa
Khaayish hai jo teri
Rakh nahi, rakh nahi parda koyi mujhse ai jaan, karle tu mera yakin
Main chaahu tujhko meri jaan bepanaah
Fida hu tujhpe meri jaan bepanaah
O ho o o o o o.......... |
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Mon Mar 31, 2008 12:17 am |
|
 |
Door Na Ja
Singer(s): Rana Mazumder
tera chehra meri aankhon mein basa rehne de
khud ko thoda sa kahin mujhmein basa rehne de
door na ja..... - (6)
aaj ke baad mera saara safar tanaha hai
aur tere saath ka bhi aakhari yeh lamha hai
aur kuchh der mujhe -2 khud se juda rehne de
aur kuchh der mujhe khud se juda rehne de
door na ja..... - (4)
abb kahi jaake mere dil ko yeh lagta hai
yaar ki baahon mein meri jannat ka jahan basata hai
aur kuchh der mujhe -2 iname bandha rehne de
aur kuchh der mujhe iname bandha rehne de
door na ja..... - (4) |
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Mon Mar 31, 2008 12:31 am |
|
 |
Haan Tu Hain Meri Baaton Mein Tu Hain
Singer(s): K.K.
(jo khaabo khayalo mein socha nahi tha
tune mujhe itna pyaar diya
main jab bhi jaha bhi kadi dhoop mein tha
teri julf ne mujhpe saaya kiya) - (2)
(haan tu hain, haan tu hain meri baaton mein tu hain
mere khaabo mein tu, yaadon mein tu, iraado mein tu hain) - (2)
iraado mein tu hain
koyi bhi aisa lamha nahi hai, jisme mere tu hota nahi hai
main so bhi jaau raaton mein lekin (tu hai ke mujhme sota nahi hai -2)
(haan tu hain, haan tu hain meri baaton mein tu hain
mere khaabo mein tu, yaadon mein tu, iraado mein tu hain) - (2)
iraado mein tu hain
hai teri inaayat tujhse mili hai, honto pe mere hasi jo khili hai
use mera chehra chhupa bhi na paaye
tujhe paake haasil huyi jo khusi hai - (2)
haan tu hain, haan tu hain meri baaton mein tu hain
mere khaabo mein tu, yaadon mein tu, iraado mein tu hain
jo khaabo khayalo mein socha nahi tha, tune mujhe itna pyaar diya
main jab bhi jaha bhi kadi dhoop mein tha
teri julf ne mujhpe saaya kiya
(haan tu hain, haan tu hain meri baaton mein tu hain
mere khaabo mein tu, yaadon mein tu, iraado mein tu hain) - (2)
iraado mein tu hain
|
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Mon Mar 31, 2008 12:32 am |
|
 |
Jannat Jaha, Jannat Yaha
Singer(s): Rupam Islam
ai suno na dil keh raha hai, laalach badi khubsurat bala hai
ye ai dekho na isaki duwa hai, aasma chhu le jo uasaka ?? hai
roj naya khaab de de jinadagi, aisi hasin saja de
jannat jaha, jannat yaha - (2)
ai suno na duniya ka kya hai, hamane jo chaaha hamane woh kiya hai
ai dekho na jaadu yeh kyaa hai, patthar ko chhuke maine sona kiya hai
roj naya khaab de de jinadagi, aisi hasin saja de
jannat jaha, jannat yaha - (2)
paisa jine ki duwa, paisa marne ka sabab, paise ka jaadu ajab haan
roj naya khaab de de jinadagi, aisi hasin saja de
jannat jaha, jannat yaha......... - (3)
ai suno na aankhon mein kya hai, dil ne jo chaha dil ko saku mil gaya
|
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Mon Mar 31, 2008 12:33 am |
|
 |
Judayi.....
Singer(s): Kamran Ahmed
chaar dino ka pyaar o rabba lambi judayi, lambi judayi - (2)
tere bin dil mera laage kahin na
tere bin jaan meri jaaye kahin na
kitne jamaane baad o rabba yaad tu aaya, yaad tu aaya
(khoya raha main saanjo mein apane, aahat bhi teri bhul gaya
kitna jiya hoon, tanha raha hoon, ishq tera bhul gaya hoon) - (2)
uljha raha main iss jindagi mein, dil ki duhaayi, dil ki duhaayi
tere bin dil mera laage kahin na
tere bin jaan meri jaaye kahin na
kitne jamaane baad o rabba yaad tu aaya, yaad tu aaya
(har bebasi mein iss jindagi ne tujhko hi chaaha, tujhko hi maanga
jin raaston se gujara yeh dil tha, manjil mili na pyaar na paaya) - (2)
khud ko chhupaake raahon se gujrein, dil ko sanbhaale, dil ko sanbhaale
tere bin dil mera laage kahin na
tere bin jaan meri jaaye kahin na
kitne jamaane baad o rabba yaad tu aaya, yaad tu aaya
rabba, rabba.......... |
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Mon Mar 31, 2008 12:33 am |
|
 |
Lambi Judayi
Singer(s): Richa Sharma
chaar dino ka pyaar o rabba lambi judayi, lambi judayi - (2)
tere bin dil mera laage kahin na
tere bin jaan meri jaaye kahin na
kitne jamaane baad o rabba yaad tu aaya, yaad tu aaya
(khoyi rahi main saanjo mein apani, aahat bhi teri bhul gayi main
sadiyon se kitni tanha rahi hoon, ishq tera bhul gayi hoon) - (2)
uljhi rahi main iss jindagi mein, du kya duhaayi, du kya duhaayi
o rabba rabba aa aa aa aa........
(har bebasi mein iss jindagi ne tujhko hi chaaha, tujhko hi maanga
jin raaston se gujara yeh dil tha, manjil mili na pyaar na paaya) - (2)
khud ko chhupaake raahon se gujri, dil ko sanbhaale, dil ko sanbhaale
tere bin dil mera laage kahin na
tere bin jaan meri jaaye kahin na
kitne jamaane baad o rabba yaad tu aaya, yaad tu aaya
rabba, rabba..........
|
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Fri Aug 01, 2008 6:48 am |
|
 |
thanks  |
|
|
Back to top |
|
|
Page 1 of 1 |
All times are GMT + 4 Hours
|
|
You cannot post new topics in this forum You cannot reply to topics in this forum You cannot edit your posts in this forum You cannot delete your posts in this forum You cannot vote in polls in this forum You cannot attach files in this forum You can download files in this forum
|
Buy Mobile Phone, Buy Mobiles Online
|