 |
taare zameen par (2007): songs lyrics |
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Tue Jan 08, 2008 3:46 pm |
|
 |
Music Director(s): Shankar-Ehsaan-Loy, Shailendra Barve
Lyricist(s): Prasoon Joshi
Hindi Song: Taare Zameen Par
Singer(s): Shankar Mahadevan, Dominique, Viviene
dekho inhein yeh hain os ki bundein, patto ki god mein aasaman se kude
angdaayi le ke phir karwat badal kar, nazauk se moti hasde phishal kar
kho na jaaye yeh, taare zameen par
yeh to sardi mein, dhoop ki kirane, uthre to aangan ko sunhara sa karne
mann ke andhero ko roshan sa karde, thiturti hatheli ki rangat badal de
kho na jaaye yeh, taare zameen par
jaise aankhon ki deebiyan mein neediyaan
aur neediyan mein meetha sa sapna
aur sapne mein mil jaaye farista sa koi
jaise rango bhari peechkari, jaise teetliyan phoolo ki pyaari
jaise bina matlab ka pyaara rista ho koi
yeh to asha ki leher hai
yeh to umeed ki seher hai, khushiyon ki nehar hai
kho na jaaye yeh taare zameen par
dekho raaton ko seene pe yeh toh, jhil mil kisi lau se uge hain
yeh to ambiyaan ke khushbo mein baago se beh chale
jaise kaanch mein chudi ke tukde
jaise khile khile phoolon ke mukhade
yeh bansi koi bajaaye pedo ke tale
yeh to jhonke hai pawan ke
hai yeh ghungroo jeevan ke, yeh to sur hai chaman ke
kho na jaaye yeh.... taare zameen par
mohale ki ronak, galiyaan hai jaise
khilane ki zid per kaliyaan hai jaise
muthi mein mausam ki jaise hawaayein
yeh hai buzurgo ke dil ki duwaayein
kho na jaaye yeh taare zaameen per
kabhi baatein jaise dadi naani
kabhi chhlake jaise mum mum pani
kabhi ban jaaye bhole sawaalo ki jhadi
sannate mein hasi ke jasie, sune hoton pe khushi ke jaise
yeh to noor hai barase gar teri kismat ho badi
jaise jharne mein leharaaye chidiyaan
jaise bheed mein ?
jaise mann ko ?
?
kho na jaaye, kho na jaayeeeee |
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Tue Jan 08, 2008 3:47 pm |
|
 |
Hindi Song: Tujhe Sab Hai Pata... Meri Maa
Singer(s): Shankar Mahadevan
main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maa
yuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maa
tujhe sab hai pata, hai na maa
tujhe sab hai pata... meri maa
bheed mein yuun na chhodo mujhe, ghar laut ke bhi aana paau maa
bhejna itna door mujhko tu, yaad bhi tujhko aana paau maa
kya itna bura hoon main maa
kya itna bura... meri maa
jab bhi kabhi papa mujhe, zor zor jhula jhulate hai maa
meri nazar dhoondhe tujhe, sochun yahi tu aake thaamegi maa
unase main yeh kehta nahi, par main seham jaata hoon main maa
chehre mein aane deta nahi, dil hi dil mein ghabraata hoon main
tujhe sab hai pata hai na maa
tujhe sab hai pata... meri maa
o main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maa
yuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maa
tujhe sab hai pata, hai na maa
tujhe sab hai pata... meri maa
|
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Tue Jan 08, 2008 3:48 pm |
|
 |
Hindi Song: Mera Jahaan...
Singer(s): Adnan Sami, Auriel, Ananya
a little sweat, a little soft
o little close, not too far
all i need - 2 is to be free
a little sweat, a little soft, o little close, not too far - 2
all i need - 2 is to be free
? main itna karein, chal padoon toh kitna door
a little sweat, a little soft, o little close, not too far - 2
? main itna karein, chal padoon toh kitna door
sapno ka buna sweater sa ?? safed baadalon ke paar, mera jahaan
let me in without a shout, let me in i have a doubt - 2
there are more many more, many many mnay more like me
(akela nahi main khuli aankhon se nind mein chalta
girta jyaada, kam sambhalata) - 2
phir bhi na koi shak na shiva, nikalega phir se suraj jo dooba
hairat ho sabko aisa ajooba, hai mera jahaan
open eyes ?, how i run to the other side - 2
? i just want to free
udane ko sau pankh diye hai, chadhane ko khula aasmaan - 2
mudane ko hai karwat aur badhane ko mera jahaan
bachpan ke din chaar, na aayenge baar baar
ji le ji le mere yaar jeb khaali toh udhaar chi jindagi |
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Tue Jan 08, 2008 3:49 pm |
|
 |
Hindi Song: Kyun Tera Bheja Kam
Singer(s): Shankar Mahadevan, Bugs Bhargava, Shankar Sachdev, Raaj Gopal Iyer, Ravi Khanwilker, Loy Mendonsa, Amole Gupte, Ram Madhvani
why? why cant you?
idiot! why cant you?
kya hai problem, kyun tera bheja kam - 2
kyun maths mein ho anda, kyun roj khaate danda
darma profeling spellin all worngg
akshar ho nache kya kaai hai bhaang
idiot duffer lazy crazy - 1
kyun bhasha kharab, kyun na dete jawaab
kyun karte nahi try why why why but why why why cant you
kya hai problem, kyun tera bheja kam
kyun rehte pesaddi, kyun handwriting raddi
kyun homework adhura, kyun dhyaan nahi pura
why? idiot!
idiot duffer lazy crazy
this child can drive anybody mad, someone please call of his dad
tumhara problem kya hai beta, murkh shuromani
kyun number aate kaam kyun karte nahi saaf
kyun geography mein gol gol gol bol bol bol
kya hai problem
kyun tera bheja kam
kya hai problem
kyun tera bheja kam
idiot! |
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Tue Jan 08, 2008 3:52 pm |
|
 |
Hindi Song: Jame Raho
Singer(s): Vishaal
kasake juta kasake belt, khos ke andar apani shirt
court chali sawaari, kandho pe jimeindaari
haath mein file, mann mein dum, milon mil chalenge hum
har mushkil se takraayenge, tas se mas na honge hum
duniya ka naara jame raho, manjil ka ishaara jame raho - 2
? bhi hai tension, aage rehne ki hai tension
mehnat inako pyaari hai, ekdum aagyaankaari hai
yeh aamlet par hi jite hain, yeh tonic saare pite hai
waqt pe sote waqt pe khaate, taan ke saana badhate jaate
duniya ka naara jame raho, manjil ka ishaara jame raho - 2
yahaan alag andaaj hain, jaise chhidata koi saaj hain
har kaam ko taala karte hain, yeh sapne paala karte hain
yeh hardum socha karte hain, yeh khud se poochha karte hain
kyun duniya ka naara jame raho, kyun manjil ka ishaara jame raho - 2
yeh rakht ke kabhi gulaam nahim inhe kisi baat ka dhyaan nahi
titli se milne jaate hain, ye pedo se batiyaate hain
yeh hawa batore firte hain, baarish ki boonde padhate hain
aur aasmaan ke canvas pe yeh kalaakaariyaan karte hain
kyun duniya ka naara jame raho, kyun manjil ka ishaara jame raho - 2 |
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
 |
|
 |
| Author |
Message |
|
|
Posted: Tue Jan 08, 2008 3:53 pm |
|
 |
Hindi Song: Kholo Kholo Darwaaje
Singer(s): Raman Mahadevan
kholo kholo darwaaje, parde karo kinaare
khute se bandhi hai hawa, milke chhudao sare
aa jaao patang leke, apane hi rang leke
asaman ka shamiyaana, aaj humne hai sajaana
kyun is kadar hairaan tu, mausam ka hai mehmaan tu
o duniya saji teri liye, khud ko zara pehchaan tu
tu dhop hai, chham se bhikhar, tu hai nadi o bekhbar
beh chal kahin, udd chal kahin
dil khush jahaan, teri to manzil hai wahi
kyun is kadar hairaan tu, mausam ka hai mehmaan tu
basi zindagi udaasi, tazi hasne ko raazi
garma garma sari, abhi abhi hai utaari
ho zindagi to hai bataasha, meethi meethi si hai aasha
chakhle rakhle hatheli se dhak le isse
tujhe mein agar pyaas hai, barish ka ghar bhi paas hai
roke tujhe koi kyun bhala, sang sang tere aakaash hai
tu dhop hai, chham se bhikhar, tu hai nadi o bekhbar
beh chal kahin, udd chal kahin
dil khush jahaan, teri to manzil hai wahi
kyul gaya asmaan ka rasta dekho, khul gaya
mil gaya kho gaya tha jo sitaara, mil gaya, mil gaya
roshan huyi saari zameen, jagmag huwa saara jahaan
ho udane ko tu aazaad hai, bandhan koi abb hai kahaan
tu dhop hai, chham se bhikhar, tu hai nadi o bekhbar
beh chal kahin, udd chal kahin
dil khush jahaan, teri to manzil hai wahi
kyun is kadar hairaan tu, mausam ka hai mehmaan tu |
_________________
|
|
Back to top |
|
 |
|
Page 1 of 1 |
All times are GMT + 4 Hours
|
|
You cannot post new topics in this forum You cannot reply to topics in this forum You cannot edit your posts in this forum You cannot delete your posts in this forum You cannot vote in polls in this forum You cannot attach files in this forum You can download files in this forum
|
Buy Mobile Phone, Buy Mobiles Online
|